Darwin ik scientist tha jis ne theory di thi ke insan bandar se bna jo ke bilkul galat ha.Asal ma us ne ye is liye kaha q ke wo different jagha jata or ik hi specie ke janwar dekhta tha jo ke different places pr different the q ke wahan ka mahol yani environment different tha or use wo ik specie ma kafi new characters milte the or us se us ne andaza lagaya ke evolution hova ha jo ke galat ha.
Asal sach ye ha ke evolution sirf khas kisam ki specie ma hota ha jaisa ke insanon m evolution ho rha ha different regions ma different characteristics ke log haan african or Pakistan different haan or different characteristics haan is liye evolution sirf species ma hota ha jo different regions ma hoon.Baat ka conclusion ye ha ke koi aise takat ha jis ne ye different species bnaye haan or jaisa ke Quran ma bhi ha ke Allah Pak ne different species bnaye haan yani mukhtalif kism ke makhlook bnayi ha.
THAT why Darwin was Wrong....
Ye sach ho sakhta ha ke ik specie ma evolution ho lkn ye nhi ke ik specie ma evolution hova or wo dusre ma convert ho gi this is impossible!
No comments:
Post a Comment
if you have any doubts.Please let me know.